Dr Abdus Salam and his
love for the country that disowned him
Family of the Heart -
DIALOGUE &
DISCUSSIONS
Dear Parvaiz
Dr. Salam ki bunyaadi ghalti yeh thee (aur
jiss meN woh bilkul bay qusoor thay) keh woh
musalmaanoN meN peida ho gaey aur onko aisay
musalmaanoN sey waastah paRDa jinko aaj tak
musalmaan aur gher musalmaan meN tameez karney
ka saleeqah naheeN aaya........"Haq maghfirat
karey ajab aazaad mard tha".